रक्षा बंधन शायरी

Tera haar gham ko apna banaunga mai,
khud ro kar bhi tujhko hasunga mai,
har dard se tujhko Bachaunga mai,
duniya ki har khushi tujhko dilaunga mai,
Apne bhai hone ka har faraz nibhaunga mai,



❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

Tu mera samaan hain tujse hi mera sare armaan hain aye behan,
Teri kushi ke liya 100 janam bhi kurbaan hain.

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Sath pale aur sath bhade hain
Khoob mila bachpan mein pyar
Bhai bhen ka pyar bhadane
Aaya rakhi ka tyohar
Happy Raksha Bandhan Festival

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
behan ka pyaar kisi dua se kam nahin hota,
vo chaaye door bhee ho to gam nahin hota hai
aksar rishte dooriyaan se pheeke padya  jata hai
par bahi behan ka pyaar kabhi kam nahi hota hai

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
ye lamha kuchh khaas hain,
behan ke haatho mein bhai ka haath hain,
o behana tere mere paas kuchh khaas hain
tere sukoon ke khaatir merei behana,
tera bhai hamesha tere saath hain .... !!!

Best rakhi gift for your lovely sister in HINDI

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Behna ne bhai ki kalaai se..
Pyaar baandha hai
Pyaar ke do taar se..
Sansaar baandha hai,
Resham ki dori se..
Sansaar baandha hai
Happy Raksha Bandhan

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
phoolon ka taaron ka sabaka kahana hai; 
ek hajaaro mein meri pyaari behana hai;
sari umar hame saath rahana hai; 
rakhsa bandhan ki haardik bhadiyi !

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
"khush kismat hota hai, vo behan jisaka sar par bhai ka haath hota hai, ladana jhagada phir pyaar se manaana tabhee to is rishte mein itana pyaar hota hai.

❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
"maangee thi duaa humne rabase, dena mujhe ek pyaari" si behana "jo alag ho sabase,
us khuda ne de diya hamen ek pyaaree see "behan" aur kaha-sambhaalo ise ye"anamol" hai sabase "
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

0 टिप्पणियाँ